Watch Tera Yaar Hoon Main Full Video Hindi Songs in 8K / 4K Ultra HD HDR 60 FPS 4k video songs
══════•Songs Lyrics•══════
Tu jo rutha to kaun hansega
Tu jo chhuta to kaun rahega
Tu chup hai toh ye darr lagta hai
Apna mujhko ab kaun kahega
Tu hi wajah
Tere bina bewajah
Bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Aaja ladein phir khilauno ke liye
Tu jeete main haar jaun
Aaja karein phir wohi shararatein
Tu bhage main maar khaun
Meethi si wo gaali teri
Sunane ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon
Sajna de rang rangaiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve
Khusiyaan ch nachda main phiraan
Hanjuan ton bachda main phiraan
O jaate nahi kahin rishte poorane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main to mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se
Tuta hai to juda hai kyun
Meri taraf tu muda hai kyun
Haq nahi tu yeh kahe
Ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
══════•End Of Lyrics•══════
8k video ultra hd songs hindi 4320p
8k video ultra hd
8k video ultra hd 120fps hdr songs
8k songs hindi
8k song video
8k song ultra hd
8k songs hindi
8k songs hindi new
#8ksong #8khindiSong #8k #8ksongs #60fps #8kVideoSong #60fpsVideoSong